Thursday, February 28, 2013

Dil Akhir Tu q Rota Hai........

jab jab darad ka badal chaya
jab jab gam ka saya laharaya
jab aasu palako tk aaya
jab ye tanha dil ghabaraya
hamne dil ko ye samajhaya
D"il akhir tu q rota hai"
duniya me yu hi hota hai
ye jo gahare sannate hai
waqt ne sabko hi bate hai
thoda gam hai sabka kissa
thodi dhoop hai sabka hissa
aakhe teri bekar hi nam hai
har pal ek nya mausam hai
q tu aise pal khota hai
"Dil akhir tu q rota hai"